Home Adsense Google Adsense kiya hai?

Google Adsense kiya hai?

1738
2

Hello Friend aap sabhi ka welcome hai BloGingRafTar.Com par aaj ke is Article me mai aap sabhi ki batane wala hu ki google Adsense kiya  hai or ye kam kaise kari hai Google Adsense paisa kaise kamati hai. agar aap janna chahte hai to is post ke sath continue bane rahe to chaliye suru karte hai.

Google Adsense kiya hai?

Google Adsense google ka hi ek product hai. Google Adsense pure world ka sab se large ads Network hai ye all over world me kam karti hai or Google Adsense ke publisher bhi bahut adhik hai. Google Adsense ek trusted platform hai jaha se log arbo Millon doller earning karte hai. Aaj tak koi bhi ads network nahi aya hai ki publisher ko ko itna paisa kamane ka mauka de yaha par log aakh band kar kam karte hai kiyu ki ye Google ka product hai or Google apne aap me ek bahut bara brand hai.

Google Adsense kiya kam karti hai?

Google Adsense advertisement ka kam karti hai. Bare bare company Google ko advertisement deti hai or Google Adsense unke advertisement ko publisher ke YouTube channel ya blog website ya android apps par ads dikhati hai. Isse har ek publisher bahut achcha paisa kamati hai.

Google adsense  kiya hai

Google adsense kiya hai

Google adsense paisa kaise kamati?

Jaisa ki hamne aap logo ko upar hi bata diya hai Google Adsense

Google ka product hai or jab google ko income hoti to aap samjho ki adsense ko bhi hoti hai par google ka bahut sara product hai or sab alag alag tarike se paisa kama kar deta hai google ko waise hi adsense bhi advertisement ko publisher ke site or YouTube, android apps me ads lagwa kar paisa kamata hai. Ab aap log soch rahe honge ki publisher ko to deti hai adsense paisa to kamati kam hai. To mai aap ko bata du ki agar adsense publisher 100$ earning karta hai 49$ adsense pahle hi le leta hai ab aap ka dot clear ho gaya hoga. Or ek bat adsense advertisers se paisa nahi kamati advertisers se bhi google ko paisa milta hai wo bhi bahu adhik par   advertisers se advertisement lene or advertisers se paisa lene ka kam Google AdWords ka hai ye advertisers se advertisement leti hai or Google Adsense ko deti hai wo publisher ke website, YouTube channel or Android apps me advertisement lagati hai.

Final Results.

To friends isse ye pata chalta hi ki google bahut bra platform hai jaha par bahut adhik paisa ka ana jana laga rahta hai. Or sath hi sath aap ko ye bhi pata chala ki google ke kam karne ka tarika or aap ko is post me ye bhi pata chal ki google har ek platform ke liye alag alag department hai or sab ka kam bhi alag hai.

To Finally Friends mai aap logo se ummid karta hu ki aap log samajh gaye honge to google adsense kiya hai or ye kam kaise karta hai. To ye post aap logo ko kaisa laga please comment kar ke mujhe bataye agar aap ko ye post achcha lage to post ko apne friends ko jarur shear kare thanks for visit in this blog post. जाय हिन्द जाय भारत

Previous articleSEO Kiya Hai
Next articleOnline paise kaise kamaye