Home Blogging Copyright Material kiya hai

Copyright Material kiya hai

2150
1

Hello Friend aap sabhi ka welcome hai BloGingRafTar.Com par aaj ke is Article me mai aap sabhi ki batane wala hu ki copyright material kiya ise aap log apne blog website par use kiyu na kare agar aap ise use karte hai aap ko kiya kiya problem hone wali hai agar aap janna chahte hai to is post ke sath continue bane jare to chaliye suru karte hai.

Copyright Material kiya hai?

Copyright Material wo material hota jo kisi or ne bahut mahnat se Create kiya chahe wo koi image, Text, Video, Animation ya kuch bhi ho sakta hai agar aap bina uske permission ke aap comercial istemal ke uska use karte hai to is trah ke copy kiye huwe contact ko copyright material kahte hai. Agar aap log jiska bhi content copy karte ho bina unki permission ke to wo banda aap ko copyright Strick bhej rakta hai aap ke site par fir uske bad aap ka blog website band bhi ho sakta hai

Copyright Material kiya hai
Copyright Material kiya hai

Copyright Material ke use se kiya Problem hoti hai?

Agar aap apne blog website ke post ya apne blog website par kisi bhi trah ka copyright Material use karte ho to aap ko bahut problem hone wali hai for example – 1. Aap ka post rank nahi karega.

  1. Aap ki site ki Ranking kharab ho jayegi.
  2. Aap ke blog website ko google adsense ka approval nahi milega.
  3. Aap ka post google ke 1st page par kabhi bhi rank nahi karega.
  4. Aap ke domain ki authority kam ho jayegi.
  5. Aap ki PA bhi kam ho jayegi.
  6. Aap ke site ki spam score increase ho jayegi.
  7. Aap lagatar apne apne site par copyright Material use karoge to aap ki site band ho sakti hai.
  8. Aap apne site se Earn nahi kar paoge.
  9. App ka post google webmaster tool me jaldi Index nahi hoga.

Final Result On Copyright Material.

Mai aap logo ko clear kah du ki agar aap apne blog post ke liye kisi bhi trah ka copyright material use karte hai to aap ko koi faida nahi hoga isse aap ko hi nuksan hoga is liye mai aap logo se request karta hu ki aap log apne blog website me kisi bhi trah ka copyright material use na kare agar aap blogging me apna career bana chahte hai to aap ko apne blog website par khud se or unique articles likhna chahiye agar aap thori se mahnat karte ho to aap blogging me apna career bana paoge agar aap blogging kar rahe ho copy kar rahe ho to aap apna time kharab kar rahe ho. Jab aap blogging ke leye tyar ho jaye to hi aap blogging karo warna aap apna time loss kar rahe ho Blogging

To friend mai aap logo se ummid karta hu ki aap log samajh gaye honge ki copyright Material kiya or uska use hame kiyu nahi karni chahiye agar aap logo ko ye blog post achcha laga ho to comment kar ke mujhe jarur baye tab tak ke liye apna khayal rakhe khud rahe जाय हिन्द जय भारत

Previous articleBlogging Kiya Hai
Next articleAffiliate Marketing Blogger Templates Free

1 COMMENT

Comments are closed.